Kitne zamane bad o rabba
Yaad tu aaya, yaad tu aaya
Khoya raha main, saanson mein apne
Aahat bhi teri, bhool gaya hoon
Kitna jiya hoon tanha raha hoon
Ishq tera bhool gaya hun
Khoya raha main, saanson mein apne
Aahat bhi teri, bhool gaya hoon
Kitna jiya hoon tanha raha hoon
Ishq tera bhool gaya hoon
Uljha raha main is zindagi mein
Dil ki duhai dil ki duhai
Tere bin dil mera laage kahin na
Tere bin jaan meri jaaye kahin na
Kitne zamane bad o rabba
Yaad tu aaya, yaad tu aaya